Sunday, September 28, 2008

Gar bikte Gham aur khushi bazar mein, toh kimat na hoti khushi ki is sansar mein,gar ho jata pyar ka ikrar pel bhar mein, toh sache doton unhi rehte rahon main,Gar na milta dard inkaar ka, kaha milta saccha dostis jahan mein

Hasrat hazar hoti hai is dil ki, sab ko pura kar pana mushkil hain,Kissi ke gham ko apna banana assan nahin,markar nigahon main rahoge t annso ban kar chalak jaoge, Rehnah hai to dil main rahon har dahakan main yaad aaoge

Aap se khafa hokar hum jayenge kahan,Aap sa sathi hum payenge kahan.Dil ko to kaise bhi samjha lenge hum,Lekin ANKHON KE AANSU chupayege kahan.

1 comment:

SPLITTED-LIFE said...

Ei dost tu hans ke
Kuch bHI maang le
Sab tera hi hai,
Tera har ansoo
Har gham ab mera hai,
Meri har khushi
Har hansi pe tu muskura sake
Itna ikhtiyaar mujhpe tera hai..
Apni jindegi ke
Kuch lamhon ko sameth kar bata
Unme kaun sa hissa mera hai??
Faisla na kar paana to
Khamosh hi reh jaana,
Mere liye to bas
Teri dosti ka
Ehsaas hi sunehara hai..